Banjara Ek Villain Guitar Chords




(C#m)Jise zindagi (A)dhoond rahi hai
(C#m)Kya ye woh (A)mukaam mera hai
(C#m)Yahaan chain se (A)bas ruk jaaun
(C#m)Kyun dil ye (A)mujhe kehta hai
(B)Jazbaat naye se mile hai
Jaane kya asar ye hua hai
(A)Ik aas mili phir mujhko
(B)Jo kubool (Ab)kisi ne kiya hai

(C#m)Haan kisi shayar ki ghazal
(A)Jo de rooh ko sukoon ke pal
(B)Koi mujhko yun mila hai, jaise(C#m) banjare ko ghar
Naye mausam ki sehar, (A)ya sard mein dopahar
(B)Koi mujhko yun mila hai, jaise(C#m) banjare ko ghar
Hmm…

(Instrumental Break)

Aa… aa…
(E)Jaise koi (G#m)kinara,(E) deta ho (G#m)sahara
Mujhe (A)woh mila, (B)kisi mod(E) par
(E)Koi raat ka (G#m)taara, (E)karta ho (G#m)ujala
(A)Waise hi roshan (B)kare, woh (E)shehar

(Ab)Dard mere woh (C#m)bhula hi gaya kuch (A)aisa asar (B)huya,
Jeena mujhe phirse woh sikha (C#m)raha

(C#m)Hmm jaise baarish kar de tar, (A)ya marham dard par
(B)Koi mujhko yun mila hai, jaise(C#m) banjare ko ghar
(C#m)Naye mausam ki sehar,(A) ya sard mein dopahar
(B)Koi mujhko yun mila hai, jaise(C#m) banjare ko ghar



(Instrumental Break)

(E)Muskaata ye (G#m)chehra, (E)deta hai jo (G#m)pehra
(A)Jaane chupata kya (B)dil ka (E)samundar
(E)Auron ko toh (G#m)har-dum, (E)saaya deta(G#m) hai,
Woh (A)dhoop mein hai (B)khada khud (E)magar

(Ab)Chot lagi hai (C#m)use phir kyun (A)mehsoos mujhe ho (B)raha
Dil tu bata de kya hai irada (C#m)tera ?
Hmm…

(C#m)Main parinda be-sabar, (A)tha udha jo dar-ba-dar
(B)Koi mujhko yun mila hai, jaise(C#m) banjare ko ghar
(C#m)Naye mausam ki sehar, (A)ya sard mein dopahar
(B)Koi mujhko yun mila hai, jaise(C#m) banjare ko ghar
Jaise (C#m)banjare ko ghar
Jaise (C#m)banjare ko ghar
Jaise (C#m)banjare ko ghar

Comments

Popular Posts